Mai bachpan me Baazigar dekhi. Sharukh ka eyes color
change dekh ke, anarkali ko ice cream khila ke suitcase me fit karte dekh ke
mai full SRK fan ho gayi. Phir mai Darr
dekhi. Sharukh Sunny Deol ko pundai bana ke Juhi Chawla ko Ray Ban glasses me romance
kari. Life me first time mai negative role ko support kari.
Phir mai Kabhi Haan Kabhi Naa dekhi, usme Sharukh jo cap pehni, mai dhoond
dhoond ke khareedi aur mere neighborhood girl ko motorcycle me ghuma ke
‘Deewaana Dil Deewana’ gaane ka sochi. Life me first time mai ‘hero who doesn’t
get the girl’ irony samjhi. Kaafi powerful cinema experience lagi.
Phir mai Ram Jaane dekhi, aur life me first time brain aneurism feeling
lagi. Mai sochi, bade bade industry me aisi choti choti galatiyan hoti rehti. Lekin
Sharukh ek ke baad ek, saalon tak romba ketta commercialized ‘easy’ fillims karne
lagi aur mera fandom poora erumai malam ho gayi. Mai ab sochi, Sharukh risk
kabhi nahi leti, sirf ham acting karti aur consistently disappoint karti. Aisa disappointment
aur aneurism mujhe Chennai Express me
waapis lagi. Kashtam.
Rohit Shetty car porn karti aur sab
A list hero log Simbly South style fillims karke nuru crore kamaati. So Sharukh
sochti, mai bhi Madonna. Results: romba payankaramana.
Chennai Express bahoot schizophrenic film. Kabhi homage, kabhi self-reference
masturbatory exercise, kabhi OTT action drama, kabhi slapstick comedy. Film bahut
kuch karti, lekin sab kuch bokwas karti. Homage elements tacky banati, self-referencing
poora grating banati, action aur drama boring banati, comedy mind numbingly
unfunny banati. Itna bada budget and cinematic resources sab kalutai apanam me
daal deti.
Fillim ‘Rohit Shetty style’
present hoti aur Deepika ka name before Sharukh name aati. Sharukh romba
sweetu. No wonder sab wimmen usko like karti. Lekin sirf star power fillim nahi
banati. Hum fillim buff budget nahi, balki accha story appreciate karti. Sadly Chennai Express story bahoot stupid
story. Iska story Jab Tak Hai Jaan ko
Citizen Kane jaisa dikhaati. Fillim me
Deepika uske Periyathalai (fother) ke darr se ghar se bhaag jaati. Isliye Periyathalai
se chupne ke liye, Deepika Chennai train pakadti. Logic train window ke bahar
girti. Aiyyo aise fillim me mai logic to nahi chhati, lekin interesting story maangti.
Aajkal movie ticket price tum dekhi? 500 rubees ho gayi. Family ko leke gayi to
ticket khareedne ke liye lungi bechni padti.
Fillim me ek silver lining dikhti – Deepika Padukone bahoot lively and entertaining hoti. Comedy me Sharukh ko mokkai bana deti. Also, wo bahoot cute dikhti. Mai poochti, poora film Deepika jaise lively and entertaining kyun nahi hoti. First of all fillim ka running time Rameshwar to Goa train time se zyada lamba hoti. Plus wo tulai songs sunke mai SOOTHE MOODU chillati.
Kabhi kabhi filmmakers periya shameless
ban jaati. Chennai Express me five
minute long Nokia ad hoti. Product placement happens everywhere, but iss fillim
me Sharukh camera ko dekh ke teen baar Nokia phone model number aur price
bolti. Hamara patience test karti. Isliye jab wo phone gaadi ke bahar keechad
me girti, hum happy hoti. Waise bhi wo bokwas Windows Mobile phone kaun mollamari
mai ka laal leti. Sab Android phone leti.
And self-referencing sab
fillimmakers karti. Martin Scorsese bhi karti. Lekin acchi karti. Chennai Express me har two minutes ko
Sharukh aur Deepika Sharukh ke old songs gaati. Romba bore maarti. Old songs sunne
ke liye mai 500 rubees nahi deti. Free me iPod pe sunti. Sharukh ek self-referencing
scene me camera ko dekh ke fourth wall tod ke eyes wink karti. Hum eyes roll
karti. Ye fillim nahi balki ek romba ego ko Thai massage lagti.
Fillim ke sab shortcomings mai
ignore karti agar comedy funny hoti. Ye film comedy lagti jaise lingam gonorrhea
comedy lagti. Sharukh ek scene me ‘natures call’ bolke sussu finger dikhaati,
fir nature ko phone se call karne ki acting karti. Mai facepalm karti. Sharukh
Rajini aur Balaiyya jaise comedy stunts try karti lekin execution me embarrassing
belly flop karti.
On top of that Sharukh laugh
mining ke liye cringe inducing overacting aur ham karti. Itna ham hoti mai
Sharukh ko Babe the pig bulati. Ek scene me Sharukh uska Chewing gum gunda ke
face se bounce karke chew karti phir tongue bahar nikalti. Mera lunch pet se bahar
nikalti. Poora jokes fillim me ‘funny facial expressions’ and gimmicky ‘funny
noises’ se juxtapose hoti. Sharukh real life me bahoot smart, witty and funny
hoti. Sharukh ko ye sab bokwas backround noise aur facial exaggeration zaroorat
nahi lagti. Audience muttaitanam loosu koodhi nahi hoti, joke understanding ke
liye indicator nahi lagti.
Fillim se mera ek hi takeaway hui. Hero-heroine
against 80’s style small town don Himmatwala
me bokwas hui, Chennai Express me bhi
bokwas hui. Ada chi.
(First published in Firstpost)
No comments:
Post a Comment